Maaf Kiya Lyrics - Sajjad Ali

Maaf Kiya lyrics, the song is sung by Sajjad Ali from Rangeen (2005). Maaf Kiya soundtrack was composed by with lyrics written by .

Iss gaane se woh log
Itefaq karen ge
Jo bewafayi ki saza
Pe yaqeen nahin rakhte
Bas gila kar lete hain

Jao jao jao tumhain maaf kiya
Tum ne mera naam
Dheere se kaheen bulaya tha
Zindagi naraz tum se rehti thi
Maine manaya tha
Baat un kahin tum se na hue
Maine maani thi
Tum ne mujhe har tarah se
Aazmaya tha
Tum ne aitebar mera tod bhi diya
Phir bhi main ne tum se dil saaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Tum ney mera dil toda
Jaaney kyun akela chhoda
Phir bhi main ne
Tum se dil saaf kiya
Jao jao jao tumhain maaf kiya
Jao jao jao tumhain maaf kiya

Jaate jaate kya mere baare main
Tum ne socha tha
Dil ki chabiyan gir gayi kahan
Mod kay dekha tha
Patharon mai sheeshe ka
Dil chhod kar gaye
Merey saath kaisa insaaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Tum ne mera dil toda
Jaane kyun akela choda
Phir bhi maine tum se dil saaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya

Janey tum ne kiya socha kaho
Aisa tum ne kyun kiya kaho
Bolo na kya yeh hai wafa
Bolo na kya bolo na nahin
Mere bin tumhare
Liye koyi bhi nahin
Itni dur jaa ke aitraf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Tum ne mera dil toda
Jaane kyun akela choda
Phir bhi main ne
Tum se dil saaf kiya
Jao jao jao main
Ne tumhain maaf kiya
Jao jao jao main
Ne tumhain maaf kiya

bharatlyrics.com

Jao jao jao tum hain maaf kiya
Jao jao jao tum hain maaf kiya
Jao jao jao.

Maaf Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *