Maan Mausam Ka Kaha Lyrics - Jagjit Singh

Maan Mausam Ka Kaha lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Unique (1996). Maan Mausam Ka Kaha Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Dr. Bashir Badr.

Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha
Aag se aag bujha phool khila jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha

Ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun
Ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun
Bhul jaa shikwa gile haath mila jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha
Aag se aag bujha phool khila jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha

Ek pal bhi kabhi ho jaata hai sadiyo jaisa
Ek pal bhi kabhi ho jaata hai sadiyo jaisa
Der ke karna yaha hath badha jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha

bharatlyrics.com

Pyar hi pyaar hai sab log barabar hai yaha
Pyar hi pyaar hai sab log barabar hai yaha
Maikade mein koi chota na bada jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha
Aag se aag bujha phool khila jaam utha
Maan mausam ka kaha chhayi ghata jaam utha.

Maan Mausam Ka Kaha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download