Machal Kar Jab Bhi Aankhon Se Lyrics - Bhupinder Singh

Machal Kar Jab Bhi Aankhon Se lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh from Griha Pravesh (1979). The music of Machal Kar Jab Bhi Aankhon Se Philosophical track is composed by Kanu Roy while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Suna hai aabashaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se

Khudara ab to bujh jaane do
Is jalati hui lau ko
Khudara ab to bujh jaane do
Is jalati hui lau ko
Charaago se mazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Charaago se mazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se

Kahun kya wo badi maasumiyat se
Puchh baithe hai
Kahun kya wo badi maasumiyat se
Puchh baithe hai
Kya sach much dil ke maaro ko
Badi taqalif hoti hai
Kya sach much dil ke maaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se

bharatlyrics.com

Tumhaara kya tumhe to
Raah de dete hai kaante bhi
Tumhaara kya tumhe to
Raah de dete hai kaante bhi
Magar ham khaakazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Magar ham khaakazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se.

Machal Kar Jab Bhi Aankhon Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download