Main Bhi Jawan Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Khan Mastana

Main Bhi Jawan Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Khan Mastana

Main Bhi Jawan Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Khan Mastana

Main Bhi Jawan lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Khan Mastana from Shadi Ki Raat (1950). The music of Main Bhi Jawan Happy track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by Firoz Jalandhari.

Main bhi jawan gori tu bhi jawan
Yeh jawani yuhi beet jaaye na ha
Yeh jawani yuhi beet jaaye na
Main bhi jawan gori tu bhi jawan
Yeh jawani yuhi beet jaaye na ha
Yeh jawani yuhi beet jaaye na

Main bhi jawan piya tu bhi jawan
Kahi ungli zamana uthaye na ha
Kahi ungli zamana uthaye na
Main bhi jawan piya tu bhi jawan
Kahi ungli zamana uthaye na ha
Kahi ungli zamana uthaye na

Sawan to beet gaya
Bhado na beet jaaye
Bhado na beet jaaye
Premi na haar jaaye
Duniya na jeet jaaye
Duniya na jeet jaaye
Aadhi aadhi raat kab hogi mulaqaat
Kahi pyar ki yeh baat bhul jaaye na
Aadhi aadhi raat kab hogi mulaqaat
Kahi pyar ki yeh baat bhul jaaye na
Kahi pyar ki yeh baat bhul jaaye na
Kahi ungli zamana uthaye na

bharatlyrics.com

Bachpan ke sath gayi
Bachpan ki baat piya
Adhi adhi raat karun
Kaise mulaqaat piya
Kaise mulaqaat piya
Bachpan ke sath gayi
Bachpan ki baat piya
Adhi adhi raat karun
Kaise mulaqaat piya
Kaise mulaqaat piya
Julmi jaha piya bada beiman
Kahi rai ka pahad ban jaaye na
Kahi rai ka pahad ban jaaye na
Main bhi jawan piya tu bhi jawan
Kahi ungli zamana uthaye na ha
Kahi ungli zamana uthaye na.

Main Bhi Jawan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *