Main Har Raat Jaagi Lyrics - Lata Mangeshkar

Main Har Raat Jaagi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Gaban (1966). The music of Main Har Raat Jaagi Mujra track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Main har raat jaagi ki is baar sayad
Mohabbat tumhe is taraf khich laye

Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye

Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye

Barasne lage ashq to kya nind aaye
Barasne lage ashq to kya nind aaye

Udhar kadke bijli idhar jaan jaye
Udhar kadke bijli idhar jaan jaye

Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye

Jara ek najar is taraf ab to dekho
Jara ek najar is taraf ab to dekho

Jamana hua hai hume muskuraye
Jamana hua hai hume muskuraye

bharatlyrics.com

Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye.

Main Har Raat Jaagi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download