Tum Bin Sajan Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tum Bin Sajan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Gaban (1966). Tum Bin Sajan Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Tum bin sajan barse
Nayan jab jab badal barse
Tum bin sajan barse
Nayan jab jab badal barse

bharatlyrics.com

Majbur hum majbur
Tum dil milane ko tarse
Majbur hum majbur
Tum dil milane ko tarse

Nagin si yeh raat andheri
Baithi hai dil ko gher ke
Nagin si yeh raat andheri
Baithi hai dil ko gher ke
Ruthe jo tum sab chal
Diye mukh pher ke

Tum bin sajan barse
Nayan jab jab badal barse
Majbur hum majbur
Tum dil milane ko tarse

Yeh dil tere pyar ki khatir
Jag se begana ho gaya
Yeh dil tere pyar ki khatir
Jag se begana ho gaya

Ek khwab tha sab lut
Gaya sab kho gaya
Tum bin sajan barse
Nayan jab jab badal barse
Majbur hum majbur
Tum dil milane ko tarse

Pyase pyase nain humare
Ro ro ke hare sajana
Pyase pyase nain humare
Ro ro ke hare sajana
Aatho pahar barse
Gagan iss angana

Tum bin sajan barse
Nayan jab jab badal barse
Tum bin sajan barse
Nayan jab jab badal barse

Majbur hum majbur
Tum dil milane ko tarse
Majbur hum majbur
Tum dil milane ko tarse.

Tum Bin Sajan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download