Main Hoon Ek Bansuri Lyrics - Alka Yagnik

Main Hoon Ek Bansuri lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Mera Lahoo (1987). Main Hoon Ek Bansuri Happy soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Kulwant Jani.

Josh hain umariya mein
Dosh hain kamariya mein

bharatlyrics.com

Josh hain umariya mein
Dosh hain kamariya mein
Ghunghre mein wad hain
Nachane wala chahiye
Main hoon ek bansuri
Are main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye
Are main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye

Josh hain umariya mein
Dosh hain kamariya mein
Ghunghre mein wad hain
Nachane wala chahiye
Main hoon ek bansuri
Are main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye
Are main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye

Phool meri bagiya mein
Khile hain bahar ke
Dane jaise bikhre hain
Kabule anar ke
Phool meri bagiya mein
Khile hain bahar ke
Dane jaise bikhre hain
Kabule anar ke
Gora gora rup ha iye
Chandan si dhup hai ye
Chandani si dhup mein
Chandani si dhup mein
Chandani si dhup mein
Nahane wala chahiye
Chandani si dhup mein
Nahane wala chahiye
Main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye
Are main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye

Botlo ke pani mein
Rango ki bahar hain
Mere ang ang mein
Sharab ka khumar hain
Botlo ke pani mein
Rango ki bahar hain
Mere ang ang mein
Sharab ka khumar hain
Jiske dil ke pyas jage
Aake char ghut bhare
Peene wala chahiye
Peene wala chahiye
Peene wala chahiye
Pilane wala chahiye
Peene wala chahiye
Pilane wala chahiye
Main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye
Main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye
Main hoon ek bansuri
Bajane wala chahiye….

Main Hoon Ek Bansuri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download