Main Na Kahoon Harjaee Sajan Lyrics - Anshu Sharma

Main Na Kahoon Harjaee Sajan lyrics, the song is sung by Anshu Sharma from Message Of Love (2010). Main Na Kahoon Harjaee Sajan Sad soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam with lyrics written by Ahmed Wasi.

Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai

Sanwariya teri ye bawariya
Tujh bin kaise dheer dhare
Sanwariya teri ye bawariya
Tujh bin kaise dheer dhare
Ansuan ki dhara hai jaise
Ansuan ki dhara hai jaise
Nainan nadiya bahati hai
Ansuan ki dhara hai jaise
Nainan nadiya bahati hai
Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai

Har pal teri raah taku main
Har pal teri raah taku main
O pardeshi ghar aaja
Har pal teri raah taku main
O pardeshi ghar aaja
Birha ke dukh ye soonapan
Birha ke dukh ye soonapan
Teri birhan sahti hai
Birha ke dukh ye soonapan
Teri birhan sahti hai
Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai

bharatlyrics.com

Hum jo le bhi kare thitholi
Logo mein bhi hai charcha
Hum jo le bhi kare thitholi
Logo mein bhi hai charcha
Teri sajni khoi khoi
Teri sajni khoi khoi
Tere aalan rahti hai
Teri sajni khoi khoi
Tere aalan rahti hai
Main na kahu harzaai sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai.

Main Na Kahoon Harjaee Sajan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download