Main Nazar Pee Raha Hun Lyrics - Munni Begum

Main Nazar Pee Raha Hun lyrics, the song is sung by Munni Begum from Awargi Mein Had Se (2013). The music of Main Nazar Pee Raha Hun Ghazal track is composed by Munni Begum while the lyrics are penned by .

Main nazar pee raha hun
Yeh shamaa badal na jaaye
Main nazar pee raha hun
Yeh shamaa badal na jaaye
Na juka o tum nigaahe
Kahin raat dhal na jaaye
Main nazar pee raha hun

Mere ashq bhi hai is mein
Ye sharaab badal na jaaye
Mera jaam chhunewale
Tera haath jhal na jaaye
Main nazar pee raha hun

Meri zindagi ke maalik
Mere dil pe haath rakh de
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Main nazar pee raha hun

bharatlyrics.com

Abhi raat kuchh hai baaki
Na utha naqaab saaqi
Tera zindagi se rehke
Kahin phir sambhal na jaaye
Main nazar pee raha hun
Yeh shamaa badal na jaaye.

Main Nazar Pee Raha Hun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download