Main Ne Tumko Dil Diya Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Main Ne Tumko Dil Diya lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Izhaar (1977). Main Ne Tumko Dil Diya Ghazal soundtrack was composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain with lyrics written by .

Main ne tumko dil diya
Tumne mujhe rushwa kiya
Main ne tumko dil diya
Tumne mujhe rushwa kiya
Maine tumse pyar kiya
Aur tumne mujhse kya kiya
Main ne tumko dil diya
Tumne mujhe rushwa kiya

Roz kehata tha kahin marta nahi
Hum mar gaye
Roz kehata tha kahin marta nahi
Hum mar gaye
Ab to khush ho bewafa
Tera dile kehana kiya
Main ne tumko dil diya
Tumne mujhe rushwa kiya

Aankh aashiq ki koi firati hai e waada kiya
Aankh aashiq ki koi firati hai e waada kiya
Dekhale mein marte marte soe huye dekha kiya
Main ne tumko dil diya
Tumne mujhe rushwa kiya

bharatlyrics.com

Dilbaro bewafa meri wafa ki dhoom hain
Dilbaro bewafa meri wafa ki dhoom hain
Ul hawas se kyun kahan tha raag jo achha kiya
Main ne tumko dil diya
Tumne mujhe rushwa kiya
Main ne tumko dil diya
Main ne tumko dil diya
Main ne tumko dil diya
Main ne tumko dil diya.

Main Ne Tumko Dil Diya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download