Main Sada Hoon Lyrics - Krishnakumar Kunnath (K.K)

Main Sada Hoon lyrics, the song is sung by Krishnakumar Kunnath (K.K) from Asambhav (2004). The music of Main Sada Hoon Other track is composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) while the lyrics are penned by Sameer.

Main sada hun waqt hun
Sang se bhi saqt hun
Noor mein to rab ka hun
Rehnuma main sabka hun
Main to hun jhonka ik
Hawa ka koi bhi maane na
Main to hun bandha uss
Khuda ka koi bhi jaane na
Hai mujhko jhukana yaha
Hai mujhko mitana yaha

bharatlyrics.com

Hai mujhko jhukana yaha asambhav
Hai mujhko mitana yaha asambhav
Har su meri nazar
Sabki mujhe khabar
Main to chaloo jidhar
Lamha mude udhar
Main aasaan mushkilein
Karoon kabhi nahi daroon
Zulmon se main ladoon
Marke bhi na maroon

Main subha hun shyam hun
Ajnabee benaam hun
Noor mein to rab ka hun
Rehnuma main sabka hun
Main to hun jhonka ik
Hawa ka koi bhi maane na
Main to hun bandha uss
Khuda ka koi bhi jaane na
Hai mujhko jhukana asambhav

Woh aasma jhuke
Toofan bhi rukein
Himmat se kaam loon
Parvat ko tham loon
Jahan bhi meri roshni
Bahe na teergi rahe
Mahtab sa jaloon har
Rang mein dhaloon
Main samay ki pyaas hun
Ik naya ehsaas hun
Noor mein to rab ka hun
Rehnuma main sabka hun
Main to hun jhonka koi bhi
Jaane na hai mujhko yaha
Hai mujhko jhukana asambhav.

Main Sada Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download