Main Soya Ankhiyaan Meenche Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Main Soya Ankhiyaan Meenche Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Main Soya Ankhiyaan Meenche Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Main Soya Ankhiyaan Meenche lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Phagun (1958). Main Soya Ankhiyaan Meenche Playful soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Hmm main soyaa ankhiyaan meenche
Teri zulfon ke neeche
Duniyaa ko bhool deewaani
Ab rahaa zamaanaa peechhe
Main soyaa ankhiyaan meenche
Aaa teri zulfon ke neeche
Aaa duniyaa ko bhool deewaani
Ab rahaa zamaana peechhe
Hmm main soyaa ankhiyaan meenche

bharatlyrics.com

Aaaa aaaa aaaa aaaa
Ye kaun haseen sharmaayaa
Taaron ko paseenaa aayaa
Hirni ki aankhen le kar
Dil kaun churaane aayaa
Dil kaun churaane aayaa
Main soyi ankhiyaan meenche

Ab chaahe kahin le jaa
Tu aage aur main peechhe
Main soyaa ankhiyaan meenche aa
Ye mere nain kanwaare
Teri ankhiyaan dekh ke haare
O janam-janam ke saathi
Meri maang mein bhar de taare
Meri maang mein bhar de taare
Main soyaa ankhiyaan meenche
Aaaa teri zulfon ke neeche
Aaaa duniya ko bhool deewaani
Aaa ab rahaa zamaana peeche
Hmm main soya ankhiyaan meenche aaa.

Main Soya Ankhiyaan Meenche Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *