Main Tumko Dekhti Hoon Lyrics - Asha Bhosle

Main Tumko Dekhti Hoon lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from The Gold Medal (1984). The music of Main Tumko Dekhti Hoon Dance track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Main tumko dekhti hoon
Main tumko dekhti hoon
Dupatte ko tan ke
Dupatte ko tan ke
Deti hoon main sharbe najare
Deti hoon main sharbe
Najare tumko chan ke
Tumko chan ke
Main tumko dekhti hoon

Nas nas mein mithi
Aag laga dungi dekhna
Deewana aaj tumko
Bana dungi dekhna
Pathar pighal gaye
Hai hamare sabab se
Jalta hai sabab bhi
Mere nakab se
Main tumko dekhti hoon
Dupatte ko tan ke
Dupatte ko tan ke
Main tumko dekhti hoon

bharatlyrics.com

Galo ki surkhiyo me
Jawani ki aag hai
Botal mein wo nasha
Nahi jo mere sabab mein hai
Mahfil mein dekho aaj
Barabar ki chot hai
Ab to mukabla hai
Tumhari saraba se
Main tumko dekhti hoon
Dupatte ko tan ke
Dupatte ko tan ke
Main tumko dekhti hoon

Hatho ne aaj meri
Kalai to lijiye
Jitna jawan badan
Hai jara chu ke dijiye
Botal ko door fekiye
Botal me kuch nahi
Aankho mein aankhe
Daliye aur ji bharke pijiye
Main tumko dekhti hoon
Dupatte ko tan ke
Dupatte ko tan ke
Main tumko dekhti hoon.

Main Tumko Dekhti Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download