Main Tumse Pyar Karta Hu Lyrics - Jayshree Shivram, Suresh Wadkar

Main Tumse Pyar Karta Hu lyrics, the song is sung by Jayshree Shivram, Suresh Wadkar from Ghar Ki Izzat (1994). The music of Main Tumse Pyar Karta Hu Love track is composed by Amar Biswas, Utpal Biswas while the lyrics are penned by Anjaan.

Main tumse pyar karta hoon
Ha ha ji pyar karta hoon
Deewana war karta hoon
Main tumse pyar karta hoon

Aisi baat na bolo dil ke raaz na
Kholo kaise pagal premi ho chhodo na
Chhodo na main tumse pyar karta hoon
Ha ha ji pyar karta hoon
Deewana war karta hoon
Main tumse pyar karta hoon
Aisi baat na bolo dil ke raaz na
Kholo kaise pagal premi ho
Chhodo na chhodo na

bharatlyrics.com

Ye dil chahe bas tujhko dekha karu
Bina dekhe tujhko mein ji na saku
Ye dil chahe bas tujhko dekha karu
Bina dekhe tujhko mein ji na saku
Hua pyar to pyar kyu na karu kiya
Pyar to kyu kisi se daru dil ki baat
Na mano pehle pyar ko jano kaise
Pagal premi ho chhodo na chhodo na
Main tumse pyar karta hoon
Ha ha ji pyar karta hoon
Deewana war karta hoon
Main tumse pyar karta hoom

Tumhe pujta hai deewana ye dil
Mohobat ke mandir ki murat ho tum
Tumhe pujta hai deewana ye dil
Mohobat ke mandir ki murat ho tum
Tumhe dekh kar hosh ho jaye gum
Qayamat se pehle qayamat ho tum
Janam hosh mein aao na yu mujhko
Behkao kaise pagal premi ho chhodo na
Chhodo na  main tumse pyar karta hoon
Ha ha ji pyar karta hoon
Deewana war karta hoon
Main tumse pyar karta hoon
Aisi baat na bolo dil ke raaz na
Kholo kaise pagal premi ho
Chhodo na chhodo na.

Main Tumse Pyar Karta Hu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download