Maine Pyar Kar Liya Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Maine Pyar Kar Liya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Aashik Aawara (1993). Maine Pyar Kar Liya Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Dile nadan pe is beiman pe
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ha etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha

Hum tum na milte to thik hota
Ye dard na dil ke najdik hota
Hum tum na milte to thik hota
Ye dard na dil ke najdik hota
Tum se gale milke teer koi dil ke
Ho aar par kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha

bharatlyrics.com

In soye tufano ko jagaya
Kyu dil ke armano ko jagaya
In soye tufano ko jagaya
Kyu dil ke armano ko jagaya
Ji or jaan ko sare jahan ko
Ho bekarara kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha

Aasu kharide muskan de di
Dil kya diya maine jaan de di
Aasu kharide muskan de di
Dil kya diya maine jaan de di
Is rup rang ko ane ang ang ko
Ho gunhegar kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha.

Maine Pyar Kar Liya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download