Man Ke Darpan Mein Lyrics - Anuradha Paudwal, Hariharan

Man Ke Darpan Mein lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Hariharan from Ramnagari (1982). Man Ke Darpan Mein Ghazal, Romantic soundtrack was composed by Jaidev Verma with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.

Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein chehra khila aapka
In nigaahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein

Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Maine maanga
Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Ek zarre ko saara jahaan mil gaya
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein

bharatlyrics.com

Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Kho gayi hai
Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Aa gayi pyaar ki muskurati seher
Har kadam par baharon ki manzil mili
Har kadam par baharon ki manzil mili
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein.

Man Ke Darpan Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download