Mandir Hai Ghar Ye Hamara Lyrics - Suresh Wadkar

Mandir Hai Ghar Ye Hamara lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Ek Vivaah... Aisa Bhi (2008). Mandir Hai Ghar Ye Hamara Happy soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.

Hmm, ho ho ho..
Mandir hai, mandir hai, mandir hai,
Ghar yeh hamara,
Mandir hai ghar yeh hamara,
Utna hi paawan, utna hi sundar,
Utna hi paawan, utna hi sundar,
Utna hi pyaara, pyaara
Mandir hai ghar yeh hamara,
Mandir hai ghar yeh hamara..

bharatlyrics.com

Dwar pe swastik mangal chinh bana hai,
Aangan mein tulsi, tulsi tale diya hai,
Iss mandir mein, laxmi narayan,
Iss mandir mein, laxmi narayan,
Karte hai ujiyaara..
Hooo.. Mandir hai, mandir hai, mandir hai,
Ghar yeh hamara..

Mandir Hai Ghar Ye Hamara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download