Mandir Mandir Bhatkaye Lyrics - Mohammed Rafi

Mandir Mandir Bhatkaye lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ghar Ki Laaj (1979). The music of Mandir Mandir Bhatkaye Pray track is composed by Ravindra Jain while the lyrics are penned by Ravindra Jain.

Om shanti om shanti
Om shanti shanti shanti
Om shanti om shanti
Om shanti shanti shanti
Man me basi jo muraat
Man me basi jo muraat
Kahi ant nazar na aaye
Mandir mandir bhatkaye
Mandir mandir bhatkaye

Hare rama hare rama
Rama rama hare hare
Hare karishna hare karishna
Karishna karishna hare hare
Hare rama hare rama
Rama rama hare hare
Hare karishna hare karishna
Karishna karishna hare hare

Asafal ho mere aarti vandan
Vyarth ho meri pooja
Iske siwa apradh ka mere
Dand nahi koi duja
Chain ki ab yahi suraat
Chain ki ab yahi suraat
Ke mujhe chain kabhi na aaye
Mandir mandir bhatkaye
Mandir mandir bhatkaye

Jisne mujhe bhagwan banaya
Maine use thukraya
Ik apne ke kho jane se
Sab jag lage paraya
Paschatap ki agni
Paschatap ki agni
Mujhko din raat jalaye
Mandir mandir bhatkaye
Mandir mandir bhatkaye

bharatlyrics.com

Om shanti om shanti
Om shanti shanti shanti
Om shanti om shanti
Om shanti shanti shanti
Wo devi ek bar kshama ki
Bikh yadi mujhe de de
To shyad ye bhul hriday ko
Ban kar sul na chede
Kash kisi mandir se
Kash kisi mandir se
Meri mukti mujhe mil jaye
Mandir mandir bhatkaye
Mandir mandir bhatkaye
Man me basi jo muraat
Man me basi jo muraat
Kahi ant nazar na aaye
Mandir mandir bhatkaye
Mandir mandir bhatkaye.

Mandir Mandir Bhatkaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download