Mastana Nigaho Ke Deewane Lyrics - Shamshad Begum

Mastana Nigaho Ke Deewane lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Garibi (1949). Mastana Nigaho Ke Deewane Masti soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Shewan Rizvi.

Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai

Is ishk ki duniya mein
Humne to yahi sikha
Humne to yahi sikha
Is ishk ki duniya mein
Humne to yahi sikha
Humne to yahi sikha
Hoshiyar bahut kam hai
Deewane hazaro hai
Hoshiyar bahut kam hai
Deewane hazaro hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai

bharatlyrics.com

Na aag kabhi dekhi na
Uthte dhua dekha
Na uthte dhua dekha
Na aag kabhi dekhi na
Uthte dhua dekha
Na uthte dhua dekha
Dil jalne ke ulfat mein
Afsane hazaro hai
Dil jalne ke ulfat mein
Afsane hazaro hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai

Sab marne ko kahte hai
Koi bhi nahi marta
Koi bhi nahi marta
Sab marne ko kahte hai
Koi bhi nahi marta
Koi bhi nahi marta
Kahne ko mohabbat ke
Deewane hazaro hai
Kahne ko mohabbat ke
Deewane hazaro hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai.

Mastana Nigaho Ke Deewane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download