Mata Tere Charno Mein Lyrics - Lata Mangeshkar

Mata Tere Charno Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Badi Maa (1945). Mata Tere Charno Mein Playful soundtrack was composed by Datta Korgaonkar with lyrics written by Zia Sarhadi.

Mata tere
Charno mein guzar jaye
Charno mein guzar jaye
Charno mein guzar jaye
Guzar jaye umariya
Charno mein guzar jaye
Guzar jaye umariya
Hum to rahe jate hai
Hum to rahe jate hai
Ab to teri nagariya teri nagariya
Mata tere charno mein
Guzar jaye umariya
Guzar jaye umariya
Mata tere charno mein
Guzar jaye umariya
Guzar jaye umariya

Sabse badi sabse badi
Tujhse bada koi nahi hai
Sabse badi
Tujhse bada koi nahi hai
Unchi hai gagan se teri
Sone ki atariya
Mata mata tere
Charno mein guzar jaye umariya
Guzar jaye umariya
Guzar jaye umariya

Pani ko tarasne lagi
Barsi nahi jabse teri
Rahmat ki badariya
Barsi nahi jabse teri
Rahmat ki badariya
Rahmat ki badariya
Hum to jate hai
Ab teri nagariya
Teri nagariya

bharatlyrics.com

Manzil hai bahut dur
Pade paav me chale
Manzil hai bahut door bahut door
Pade paav mein chale
Paav mein chale
Wado se kathin ho gayi
Jeevan ki dagariya
Jeevan ki dagariya
Aayenge tere dham
Ho jaye garibo pe
Mohabbat ki nazariya
Mohabbat ki nazariya
Hum to abhi jate hai
Teri nagariya teri nagariya
Mata tere charno mein guzar jaye
Guzar jaye umariya
Guzar jaye umariya mata.

Mata Tere Charno Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download