Matlab Ki Yeh Duniya Hai Lyrics - Asha Bhosle

Matlab Ki Yeh Duniya Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Halla Gulla (1954). The music of Matlab Ki Yeh Duniya Hai Sad track is composed by Nisar Bazmi while the lyrics are penned by Saba Afghani.

Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Jeen ka dil beche wahi
Jeen ke par bharosa hota hai

Khun e jigar ko bahon se jeeta
Khun e jigar ko aag lage
Khun e jigar ko bahon se jeeta
Khun e jigar ko aag lage
Zare zare jab saari duniya
Rone se ab kya hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai

bharatlyrics.com

Baagh mein ser ko aaye the
Ek daag dil mein lete chale
Baagh mein ser ko aaye the
Ek daag dil mein lete chale
Rangeeniyo mein hum bhul gaye
Har phool mein kanta hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai

Behoshiyo mein dil kho baithe
Jab hosh aaya toh ye samjhe
Aa behoshiyo mein dil kho baithe
Jab hosh aaya toh ye samjhe
Jab kis ko muhabbat kahete hai
Jab kis ko muhabbat kahete hai
Darsal woh asal mein dhoka hota hai

Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Dhoka de dete hai wahi
Jeen par bharosa hota hai.

Matlab Ki Yeh Duniya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download