Mazak Kar Gaya Lyrics - Aishwarya Pandit

LYRICS OF MAZAK KAR GAYA: The song is sung by Aishwarya Pandit from Zee Music Company. MAZAK KAR GAYA is a Sad song, composed by Vipin Patwa, with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar). The music video of the track is picturised on Srijita Ghosh and Varun Kasturia.

Mazak Kar Gaya Lyrics

Hum jo samajhte the tu wo nahi tha
Hum jo samajhte the tu wo nahi tha
Hum sath samjhe par tu kahi tha
Aag lagake kagaj dil ka rakh kar diya

Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya

Ek tarfa hi bas tha ishq mera
Kisi aur ke sang waada tha tera
Masum dil ko dard diya
Jo na karna tha wo tune kiya

Khwaab mohabbat ke
Dhul mein milake khak kar diya

bharatlyrics.com

Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya

Ashko se bhigo diya hain
Aankhon ki zameen ko
Dhoke se toda tune
Mere yakeen ko

Dhadkano ko jagah
Dil mein dard bhar gaya
Dil mein dard bhar gaya

Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Haye ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya
Mazak kar gaya

Ishq kiya humne aur tu mazak kar gaya

Mazak Kar Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download