Mehnat Kash Is Duniya Lyrics - Mahendra Kapoor

Mehnat Kash Is Duniya lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Mazdoor (1983). The music of Mehnat Kash Is Duniya Motivational track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Hasan Kamal.

Hum mehnatkash is duniya se
Apna hissa mangenge
Ek bagh nahi ek khet nahi
Hum saari duniya mangege

Hum mehnatkash is duniya se
Apna hissa mangenge
Ek bagh nahi ek khet nahi
Hum saari duniya mangege
Ek bagh nahi ek khet nahi
Hum saari duniya mangege
Hum mehnatkash is duniya se
Doulat ki anderi rato ne
Mehnnat ka suraj chupa liya
Doulat ki anderi raato ne
Mehnnat ka suraj chupa liya
Doulat ki anderi raato ne
Mehnnat ka suraj chupa liya

Doulat ki anderi raato se
Hum apna savera mangege
Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege

Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege
Hum mehnatkash is duniya se
Kyo apne khoon pasine par
Hak ho mayadhari ka
Kyo apne khoon pasine par
Hak ho mayadhari ka

Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege

Hum mehnatkash is duniya se
Jab apna hisa mangege
Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege

Hum mehnatkash is duniya se
Jab apna hisa mangege
Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege
Hum mehnatkash is duniya se

bharatlyrics.com

Har jor julam ki thakar me
Hadtal humara nara hai
Har jor julam ki thakar me
Hadtal humara nara hai
Har jalim se thakayenge
Har julm ka badla magenge

Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege
Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege

Hum mehnatkash is duniya se
Ek baagh nahi ek khet nahi
Hum sari duniya mangege
Hum mehnatkash is duniya se.

Mehnat Kash Is Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download