Main Raani Hoon Raja Ki lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Aan (1953). Main Raani Hoon Raja Ki Love soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.
Aayi ho kheto ki raani aayi ho
Main rani hu raja ki raja mera piya
Kisiko kya ho kisiko kya
Main rani hu raja ki raja mera piya
Kisiko kya ho kisiko kya
bharatlyrics.com
Preet nagar pe raaj karu
Main banke sajanwa teri
Preet nagar pe raaj karu
Main banke sajanwa teri
Banke sajanwa teri
Mehal toh mehalen dhanwanon
Ke dil ki nagariyan meri
Mehal toh mehalen dhanwanon
Ke dil ki nagariyan meri
Dil ki nagariya meri
Chaha tha jisko
Maine dil usko de diya
Kisiko kya ho kisiko kya
Chhod ke apne pee ki
Dagariyan aur kahi na jaaun
Chhod ke apne pee ki
Dagariyan aur kahi na jaaun
Aur kahi na jaaun
Jeet liya hain tan mannn
Jisne geet usi ke gaaun
Jeet liya hain tan mannn
Jisne geet usi ke gaaun
Geet usi ke gaaun
Pee pee ki dhun pe har
Dam naache mera jiya
Kisiko kya ho kisiko kya
Main rani hu raja
Ki raja mera piya
Kisiko kya ho kisiko kya.