Mere Dil Mein Hai Tu Lyrics - Manhar Udhas

Mere Dil Mein Hai Tu lyrics, the song is sung by Manhar Udhas from Diya Jale Saari Raat (1981). The music of Mere Dil Mein Hai Tu Ghazal track is composed by Manhar Udhas while the lyrics are penned by Qateel Shifai.

Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya
Sun door koyaliya gaati hai
Sun door koyaliya gaati hai
Ban dard ki dhoon mere dil ki sada
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya

Tu paas hain phir bhi meri khushi
Tanhaai ke dukh sehati hai
Tu paas hain phir bhi meri khushi
Tanhaai ke dukh sehati hai
Ab koan batae teri nazar
Ab koan batae teri nazar
Ghumshum ghum kyun rehati hai
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya

Mere pyaar ke pehale saawan mein
Mere pyaar ke pehale saawan mein
Do nain bane hain deewane
Mere pyaar ke pehale saawan mein
Do nain bane hain deewane
Bin baadal ke rehate hain yahan
Bin baadal ke rehate hain yahan
Rimjim rimjim tu kyaa jaane
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya

bharatlyrics.com

Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya
Sun door koyaliya gaati hai
Sun door koyaliya gaati hai
Ban dard ki dhoon mere dil ki sada
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hai kyaa bata de piya.

Mere Dil Mein Hai Tu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mere Dil Mein Hai Tu is from the Diya Jale Saari Raat (1981).

The song Mere Dil Mein Hai Tu was sung by Manhar Udhas.

The music for Mere Dil Mein Hai Tu was composed by Manhar Udhas.

The lyrics for Mere Dil Mein Hai Tu were written by Qateel Shifai.

The music director for Mere Dil Mein Hai Tu is Manhar Udhas.

The song Mere Dil Mein Hai Tu was released under the Universal Music, Decca Label.

The genre of the song Mere Dil Mein Hai Tu is Ghazal.