Sitam Hi Karna Lyrics - Manhar Udhas

Sitam Hi Karna lyrics, the song is sung by Manhar Udhas from Diya Jale Saari Raat (1981). The music of Sitam Hi Karna Ghazal track is composed by Arjan Das while the lyrics are penned by Nawab Mirza Khan (Daagh Dehlvi).

Sitam hi karna jafa hi karna
Sitam hi karna jafa hi karna
Nigahe ulfat kabhi na karna
Tumhe kasam hain humare sar ki
Tumhe kasam hain humare sar ki
Humare haq mein kami na karna
Sitam hi karna jafa hi karna

Humari maiyyat pe tum jo aana
Humari maiyyat pe tum jo aana
To chaar aansu gira ke jaana
Humari maiyyat pe tum jo aana
To chaar aansu gira ke jaana
Zara aa rahe paas aabru bhi
Kahin humari hasee na karna
Sitam hi karna jafa hi karna

bharatlyrics.com

Kahan ka aana kahan ka jaana
Kahan ka aana kahan ka jaana
Woh jaante hi nahi ye rahsme
Wahan hain waade ki bhi ye soorat
Kabhi to karna kabhi na karna
Sitam hi karna jafa hi karna
Nigahe ulfat kabhi na karna
Tumhe kasam hain humare sar ki
Tumhe kasam hain humare sar ki
Humare haq mein kami na karna
Sitam hi karna jafa hi karna.

Sitam Hi Karna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download