Mere Haal Par Bebasi Lyrics - Shamshad Begum

Mere Haal Par Bebasi lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Zamindar (1942). Mere Haal Par Bebasi Sad soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by Behzad Lucknavi.

Mere haal par bebasi
Ro rahi hai
Mere haal par bebasi
Ro rahi hai
Zah-e-zindagi zindagi
Ro rahi hai

Ajab haal mein hai
Meri zindagani
Ajab haal mein hai
Meri zindagani
Ke gham hans rahen hain
Khushi ro rahi hai hai ai ai

Meri aarzoo bhi
Koyi aarzoo hai
Abhi hans rahi thi
Abhi ro rahi hai hai ai ai

Koyi mitt chukaa hai
Koi mitt rahaa hai hai ai ai
Koyi mitt chukaa hai
Koi mitt raha hai hai ai ai
Magar rone waali
Abhi ro rahi hai

bharatlyrics.com

Nahin koyi duniyaa mein
Saathi kisi kaa
Nahin koyi duniyaa mein
Saathi kisi kaa
Chaman hans rahaa hai
Kali ro rahi hai hai ai ai
Mere haal par bebasi
Ro rahi hai
Zah-e-zindagi zindagi
Ro rahi hai.

Mere Haal Par Bebasi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mere Haal Par Bebasi is from the Zamindar (1942).

The song Mere Haal Par Bebasi was sung by Shamshad Begum.

The music for Mere Haal Par Bebasi was composed by Ghulam Haider.

The lyrics for Mere Haal Par Bebasi were written by Behzad Lucknavi.

The music director for Mere Haal Par Bebasi is Ghulam Haider.

The song Mere Haal Par Bebasi was released under the Columbia Records.

The genre of the song Mere Haal Par Bebasi is Sad.