Mere Haule Dost (Title) Lyrics

Mere Haule Dost (Title) lyrics, the song is sung by from Mere Haule Dost (2013). Mere Haule Dost (Title) Friendship soundtrack was composed by Divyang Arora with lyrics written by .

Main aur mere haule dost
Masti mein rahetein hum harroj
Main aur mere haule dost
Masti mein rahetein hum harroj
Main aur mere haule dost
Masti mein rahetein hum harroj
Light le maamu bole hum harroj
Main aur mere haule dost

Amma ne data, baapu ka chata
Ghar let aaya dekho waat lag gayi
Amma ne data, baapu ka chata
Ghar let aaya dekho waat lag gayi
Flop ka kanta badhta hi jaata
Kal hain exam dekho waat lag gayi
Main aur mere haule dost
Masti mein rahetein hum harroj
Light le maamu bole hum harroj
Main aur mere haule dost

Chaar pack maare bike chalaye
Paandu aa tapka dekho waat lag gayi
Chaar pack maare bike chalaye
Paandu aa tapka dekho waat lag gayi
Fasi jo ladki par jeb mein kadki
You turn maar gayi waat lag gayi
Klpd to ho gaali g main d toh use kaahi
Subeh woh pen shyaam aur raat
Life mein lagti hain sabki waat

bharatlyrics.com

Lagi jo naukri maa dhundhe ladki
Shaadi ki kirkiri dekho waat lag gayi
Lagi jo naukri maa dhundhe ladki
Shaadi ki kirkiri dekho waat lag gayi
Mba dekhi phd dekhi
Ladko ki pol gayi waat lag gayi
Main aur mere haule dost
Masti mein rahetein hum harroj
Light le maamu bole hum harroj
Main aur mere haule dost.

Mere Haule Dost (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download