Mere Maula Lyrics - Kailash Kher, Richa Sharma

Mere Maula lyrics, the song is sung by Kailash Kher, Richa Sharma from Khakee (2004). Mere Maula Religious, Sad soundtrack was composed by Ram Sampath with lyrics written by Sameer.

Maula muala mere maula
Maula mere maula maula
Mere maula maula mere
Maula maula ho karam
Maula muala mere maula
Maula mere maula maula
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Tumse fariyad karte hai ham
Tumse fariyad karte hai ham
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam

bharatlyrics.com

Yeh jamin aur yeh aasman
Tere kabje me hai do jahan
Sab pe tu hi toh hai meharban
Ham tere dares jaye kahan
Tu hi sunta hai sabki sada
Tu hi rakhta hai sab kaa karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Karam kijiye maula karam kijiye maula
Karam kijiye maula
Karam kijiye maula
Bekaso ko sahara mile
Dubato ko kinara mile
Sar se tufan pal me tale
Jo teraa ek ishara mile
Tu kare jo meharbaniya
Dur ho jaye har ek gham
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Jaye kahan jaye tere dar ke
Siwa maula tastin kahan bhayi
Tere ghar ke siwa maula
Iss duniya pe tere
Karam kaa saya maula
Daman kahan felau tere dar
Ke siwa maula maula maula
Mere maula karam ho
Karam mere maula karam ho karam.

Mere Maula Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download