Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics - Kishore Kumar

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Padosan (1968). Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Masti soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Rajendra Krishan.

Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai

bharatlyrics.com

Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hain
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon mein
Vo chanchal mukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai

Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Par uski ek jhalak ko ham
Ai husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat ye dukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai.

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download