Sharam Aati Hai Magar Lyrics - Lata Mangeshkar

Sharam Aati Hai Magar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Padosan (1968). Sharam Aati Hai Magar Love soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Rajendra Krishan.

Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Abb hame aap ke kadamo
Hi mai rahana hoga
Sharm aati hain magar

Aap se ruthh ke ham
Jitna jiye khaank jiye
Aap se ruthh ke ham
Jitna jiye khaank jiye
Kayi iljaam liye aur
Kayi iljaam diye
Aaj ke bad magar kuchh
Bhi naa kahana hoga
Abb hame aap ke kadamo
Hi mai rahana hoga
Sharm aati hain

bharatlyrics.com

Der ke baad yeh samaje
Hain mohabbat kya hai
Abb hame chaand ke
Jhumar ki jarurat kya hai
Pyaar se badhake bhala
Aur kya gahana hoga
Abb hame aap ke kadamo
Hi mai rahana hoga
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Aap ke pyar ka
Bimar hamara dil hai
Aap ke pyar ka
Bimar hamara dil hai

Aapke dhun ka kharidhar
Hamara dil hai
Aapko apna koim
Dard na sehana hogha
Aab hame aapke kadmo
Me rehna hogha
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Sharm aati hain magar.

Sharam Aati Hai Magar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download