Meri Jaan Mein Tujhpe Lyrics - Runa Laila

Meri Jaan Mein Tujhpe lyrics, the song is sung by Runa Laila from The Loves Of Runa Laila (1988). Meri Jaan Mein Tujhpe Dance soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by .

Meri jaan mein tujhpe fidda
De saja chahein jitani mujhe
Yaani laga jeene ka maza
Jaane jaa mill tu jo mujhe
Meri jaan mein tujhpe fidda

bharatlyrics.com

Ek ek teri ye addaa
Jaane mann tujhe kyaa patta
Ek ek teri ye addaa
Jaane mann tujhe kyaa patta
Are rashiya dil le liya
Leke mera dil deewana kiya
Haaye ghazab ho gaya
Meri jaan mein tujhpe fidda
De saja chahein jitani mujhe
Meri jaan mein tujhpe fidda

Meetha meetha dard jawaan
Le chala hain mujhko kahan
Meetha meetha dard jawaan
Le chala hain mujhko kahan
Chali re chali pyaar ki hawa
Kisne mujhe di hain sadda
Kissa ajab ho gaya
Meri jaan mein tujhpe fidda
De saja chahein jitani mujhe
Meri jaan mein tujhpe fidda

Meri Jaan Mein Tujhpe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download