Meri Mang Ke Rang Me lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Bahu Beti (1965). The music of Meri Mang Ke Rang Me Playful track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Meri maang ki rang nikali
Raakh chita ki bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae
Bhagvan bedardi ae bhagvan bedardi
Meri maang ki rang nikali
Raakh chita ki bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae
Bhagvan bedardi ae bhagvan bedardi
Ghungat uthne se pahle hi vidhva
Kardi preet suhaagan preet suhaagan
Tune liya maathe ka tika khol liye
Haatho ke kangan haatho ke kangan
Palak jhapak ke hasti
Basti duniya tune kardi
Ye kaisa insaaf hai tera ae bhagvan
Bedardi ae bhagvan bedardi
bharatlyrics.com
Rup sajakar jyot na jaagi tej pe
Kisi ka ful naa mahke ful naa mahke
Ban gaya meri munh ki kaalikh do
Naino ka kajal bahke kajal bahke
Bhaag banane wale tune
Bhaag pe saumat bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae bhagvan
Bedardi ae bhagvan bedardi.