Mil Gayi Mil Gayi Mil Gayi Re Lyrics - Mohammed Rafi

Mil Gayi Mil Gayi Mil Gayi Re lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pyar Mohabbat (1966). The music of Mil Gayi Mil Gayi Mil Gayi Re Playful track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain
Koyi soorat nazar aaye to ghazal kehte hain
Hodri daadri yaadri yaadri yaadri yaadri yana

Haaye mil gayi mil gayi mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi
Mil gayi mil gayi mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi
Aakhir dukhte dil ko mere ae ae
Dard se fursat mil gayi
Hoye mil gayi mil gayi
Ho mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi

Gulshan ke an-gin phoolon mein
Phool sa yeh albela chehra
Duniya bhar ke haseen chehron mein
Sab se alag akela chehra
Sab se alag akela chehra
Aaj woh mere saamne hain
Jin se tabeeyat mil gayi
Aakhir dukhte dil ko mere ae
Dard se fursat mil gayi
Mil gayi mil gayi mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi

Alhadpan almasti unki
Us par unka yeh bholaapan
Rukhsat se pehle milte hon
Jaise jawaani aur ladakpan
Jaise jawaani aur ladakpan
Hum hi hum hain jab se hamein
Pyaar ki daulat mil gayi
Aakhir dukhte dil ko mere ae
Dard se fursat mil gayi
Hoye mil gayi hoye mil gayi
Haaye mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi

bharatlyrics.com

Usne kaha dil hai to laao
Hum ne kaha jaan bhi haazir hai
Usne kaha sach-much marte ho
Hum ne kaha bilkul zaahir hai
Hum ne kaha bilkul zaahir hai
Husn se takraane ki saza
Hum ko naseehat mil gayi
Aakhir dukhte dil ko mere ae
Dard se fursat mil gayi
Mil gayi mil gayi mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi
Ho mil gayi haye mil gayi
Aha mil gayi re
Mujh ko muhabbat mil gayi.

Mil Gayi Mil Gayi Mil Gayi Re Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download