Mohabbat Ek Haqeeqat Hain Lyrics - Anup Jalota

Mohabbat Ek Haqeeqat Hain lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Andaz-E-Bayan (1986). The music of Mohabbat Ek Haqeeqat Hain Ghazal track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by .

Mohabbat ek haqeeqat hain
Ye afsana nahin hota
Mohabbat ek haqeecc
Ye afsana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota

Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Wahan kaawa nahin hota
Ke kuchh khana nahin hota
Wahan kaawa nahin hota
Ke kuchh khana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota

Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahin hota
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota

Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahin hota
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota

bharatlyrics.com

Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Jahan saqi nahin hota
Woh maikhana nahin hota
Jahan saqi nahin hota
Woh maikhana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota

Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahin hota
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota

Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahin hota
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahin hota
Mohabbat ek haqeeqat hain
Ye afsana nahin hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahin hota.

Mohabbat Ek Haqeeqat Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download