Mohabbat Ho Gayi Hai Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

Mohabbat Ho Gayi Hai lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik from Baadshah (1999). The music of Mohabbat Ho Gayi Hai Love track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Sameer.

Kehna hai jo, dil se kahoo
Dilbar mere, dil mein rahoo
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o
Kehna hai jo, dil se kahoo
Dilbar mere, dil mein rahoo

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o…

Duniya ki baaton ko
Ye pagla nahin maanta
Ye paar ho jaaye kab
Koi nahin jaanta

Barfeelay mausam mein bhi
Shola bhadakne lagey
Na jaane kaise kahan
Ye dil dhadak ne lagey

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o…

bharatlyrics.com

Deewangi ne teri
Majboor itna kiya
Socha na sambha sanam
Sabh kuch tujhe de diya

Saanson mein garmi teri
Dhadkan mein tera nasha
Teri bhi chaahat mein hai
Jaadu koi dilruba aa aa

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o
Kehna hai jo, dil se kaho

Dilbar mere, dil mein rahoo

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o…

Mohabbat Ho Gayi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download