Mohabbat Ke Khuda Lyrics - Mohammed Rafi

Mohabbat Ke Khuda lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Brahmachari (1968). The music of Mohabbat Ke Khuda Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum
Hai khuda hum hai
Khuda khuda khuda
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Hame tum kya samajhte ho
Hame tum kya samajhte ho
Mohabbat ke khuda hum
Hai khuda hum hai khuda
Khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai

Phulo ki tazgi tu hai
Kaliyo ki nazgi tu hai
Ab teri zindgi main hai
Aur meri zindgai tu hai
Mohabbat ke khuda hum
Hai khuda hum hai khuda
Khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai

Aankho se pyar chalkake
Ho dekha jo tune sharma ke
Pahlu me tere aa bethe
Hum do jahan thukrake
Mohabbat ke khuda hum
Hai khuda hum hai khuda
Khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai

bharatlyrics.com

Hothon ke jaam apne hai
Ye subah shyaam apne hai
Kyaa phool aur kyaa tare
Ye sab ghulaam apne hai
Mohabbat ke khuda hum
Hai khuda hum hai khuda
Khuda khuda hum hai
Koi pyar hame bhi karta hai
Hum par bhi koi marta hai
Mohabbat ke khuda hum
Hai khuda hum hai khuda
Khuda khuda hum hai.

Mohabbat Ke Khuda Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download