Mohabbat Ki Ki Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar

Mohabbat Ki Ki lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar from Saudagar (1991). The music of Mohabbat Ki Ki Dance, Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Ki ki ki ki ki ki ki Ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki

Sabko daal diya mushkil mein
Sabko daal diya mushkil mein
Humne aaj bhari mehfil mein
Yeh tohmat
Yeh tohmat apane sar par li
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki

bharatlyrics.com

Dil ko banakar pyar ka mandir
Dil ko banakar pyar ka mandir
Hamne is mandir ke andar
Sajan ki sajan ki murat ya rakh li
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki

Aap agar yeh dil todenge
Aap agar yeh dil todenge
Ghar kya hum duniya chhodenge
Na bichhadenge
Na bichhadenge hum markar bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki…

Mohabbat Ki Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download