Mohe Aayi Na Jag Se Laaj Lyrics - Sapna Awasthi Singh

Mohe Aayi Na Jag Se Laaj lyrics, the song is sung by Sapna Awasthi Singh from Param Dharam (1987). The music of Mohe Aayi Na Jag Se Laaj Mujra track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan.

Mohe aayi na jag se laaj
Main itna zor se nachi aaj
Ke ghungharu tut gaye
Mohe aayi na jag se laaj
Main itna zor se nachi aaj
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Mohe aayi na jag se laaj
Main itna zor se nachi aaj
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye

Kuch mujhpe naya joban bhi tha
Kuch pyar ka pagal pan bhi tha
Ek palak meri teer bani
Ek zulf meri zanjeer bani
Liya dil sajan ka jeet
Liya dil sajan ka jeet
Wo chhede payaliya ke geet
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Mohe aayi na jag se laaj
Main itna zor se nachi aaj
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye

bharatlyrics.com

Main basi thi jiske sapno mein
Wo milega ab mujhe apno mein
Kehti hai meri har angadayi
Main piya ki neend chura layi
Main ban ke gayi thi chor
Main ban ke gayi thi chor
Ke meri payal thi kamzor
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Mohe aayi na jag se laaj
Main itna zor se nachi aaj
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye
Ke ghungroo tut gaye.

Mohe Aayi Na Jag Se Laaj Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *