Mujh Mein Wafaa Ki Lyrics - Salma Agha

Mujh Mein Wafaa Ki lyrics, the song is sung by Salma Agha from Ulfat (1997). Mujh Mein Wafaa Ki Ghazal soundtrack was composed by Zafar Iqbal with lyrics written by .

Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Roshan mujhe diye ki tarah kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Aaya thaa mere paas andhera pehenke woh
Aaya thaa mere paas andhera pehenke woh
Phir chaandani ki odhake chadar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

bharatlyrics.com

Sunti hai dhadkane meri kuch khushboo ki jaa
Sunti hai dhadkane meri kuch khushboo ki jaa
Kaise abhi abhi yahaan aakar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Dekar qateel ek puraani ghazal ki gaan
Dekar qateel ek puraani ghazal ki gaan
Ek baar phir se mujh ko jawaan kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Roshan mujhe diye ki tarah kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya.

Mujh Mein Wafaa Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download