Mujhko Tera Pyar Chahiye Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Mujhko Tera Pyar Chahiye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz from Mardangi (1988). Mujhko Tera Pyar Chahiye Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by .

Gharwali banale mujhe
Ore baake saiyyan
Gharwali banale mujhe
Ore baake saiyyan
Aap ke saamne kasmein
Khale tham le meri baiyaan
Na kapda gehna re
Mujhko tera pyaar chahiye
Na kapda gehna re
Mujhko tera pyaar chahiye

Kaam chale kuch naam
Chale kuch ban jaaye zindagani
Kaam chale kuch naam
Chale kuch ban jaaye zindagani
Tab toh bana ke rakh
Paaunga tujhko ghar ki raani
Are pichhe tera pyaar
Gori pehle karobaar chahiye
Are pichhe tera pyaar
Gori pehle karobaar chahiye

Yeh zulf kaali hotho ki
Laali sada na rehne wali
Chali na jaaye baaton
Mein hi pyaar ki umar matwali
Roop jawaani udate
Panchhi kisne inko roka
Roop jawaani udate
Panchhi kisne inko roka
Sukh dukh ka saathi ho
Aisa bas dildaar chahiye
Sukh dukh ka saathi ho
Aisa bas dildaar chahiye
Gharwali banale mujhe
Ore baake saiyyan
Aap ke saamne kasmein
Khale tham le meri baiyaan
Na kapda gehna re
Mujhko tera pyaar chahiye
Are pichhe tera pyaar
Gori pehle karobaar chahiye

bharatlyrics.com

Bechain ho mat teri shikayat
Pyar sedoor karunga
Aanchal tera kam pad jaaye
Itna pyar main dunga
Bina pyar ke ek pal bhi
Ab jeena mushkil mera
Bina pyar ke ek pal bhi
Ab jeena mushkil mera
Kal tak na mar jaaun main
Aaj tera pyar chahiye
Kal tak na mar jaaun main
Aaj tera pyar chahiye
Kaam chale kuch naam
Chale kuch ban jaaye zindagani
Tab toh bana ke rakh paaunga
Tujhko ghar ki raani
Are pichhe tera pyaar
Gori pehle karobaar chahiye
Gharwali banale mujhe
Ore baake saiyyan
Aap ke saamne kasmein
Khale tham le meri baiyaan
Na kapda gehna re mujhko
Tera pyaar chahiye
Are pichhe tera pyaar
Gori pehle karobaar chahiye
Na kapda gehna re mujhko
Tera pyaar chahiye.

Mujhko Tera Pyar Chahiye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download