Murali Teri Payal Meri Lyrics - Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

Murali Teri Payal Meri lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor from Sawan (1959). Murali Teri Payal Meri Romantic soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by Prem Dhawan.

Murli teri payal meri
Tu gaye main nachu
Chham chham chham
Tu tu na rahe main main na rahu
Aa ek ho jaye hum hum hum
Ho murli teri payal meri
Tu gaye main nachu
Chham chham chham
Tu tu na rahe main mani na rahu
Aa ek ho jaye hum hum hum

bharatlyrics.com

Aankho mein teri duniya hai meri
Tujhse nahi koi pyara
Tu mer asawan main teri badli
Jug jug ka nata hamara
Jug jug ka nata hamara
Jug jug ka nata hamara
Chali aayi jo tune pukara
Man bhi tera tan bhi tera
Tu gaye main nachu
Chham chham chham
Tu tu na rahe main main na rahu
Aa ek ho jaye hum hum hum

Payal ki jhan jhan hai dil ki dhadkan
Sun le zara pas aake
Phir ye hi dhadkan dhalke sawro mein
Bas gayi muraliya mein jake
Bas gayi muraliya mein jake
Bas gayi muraliya mein jake
Mere tan man me jadu jaga ke
Mujhme hai tu tujhme hu main
Tu gaye main nachu
Chham chham chham
Tu tu na rahe main main na rahu
Aa ek ho jaye hum hum hum

Hai ye zamana dushman purana
Jane hansake rulana
Milna ho jinko milte hai aake
Thukrake sara zamana
Thukrake sara zamana
Thukrake sara zamana
Mai to janu re prit nibhana
Jab tak rahu teri rahu
Tu gaye mai nachu
Chham chham chham
Tu tu na rahe main main na rahu
Aa ek ho jaye hum hum hum
Murli teri payal meri
Tu gaye main nachu
Chham chham chham
Tu tu na rahe main main na rahu
Aa ek ho jaye hum hum hum.

Murali Teri Payal Meri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download