Musafir Hain Hum Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Musafir Hain Hum lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Rahnuma (1995). The music of Musafir Hain Hum Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Musafir hain hum to chale jaa rahein hain
Bada hi suhaana ghazal ka safar hain
Musafir hain hum to chale jaa rahein hain
Bada hi suhaana ghazal ka safar hain
Patta puchhate ho to itna patta hain
Hamara thikana gulaabi nagar hain
Musafir hain hum to

Ghazal hi hamara anokha zahaan hain
Ghazal pyaar ki woh hasee dasta hain
Ghazal hi hamara anokha zahaan hain
Ghazal pyaar ki woh hasee dasta hain
Isse jo phisalta hain woh jhoomta hain
Woh jaadu hain ismein kuchh aisa asar hain
Musafir hain hum to

Na koi thakan hain na koi khalish hain
Mohabbat ki jaane ye kaisi kashish hain
Na koi thakan hain na koi khalish hain
Mohabbat ki jaane ye kaisi kashish hain
Jise dekhiye woh chala jaa raha hain
Jahan log ghazal ki suhani dagar hain
Musafir hain hum to

bharatlyrics.com

Wali meer momin ne isko nikhara
Jigar daag gaalib ne isko sanwara
Wali meer momin ne isko nikhara
Jigar daag gaalib ne isko sanwara
Isse moski negale se laga ya
Ghazal aaj duniya ke peshe nazar hain
Musafir hain hum to

Yehi hain hamara taluluk ghazal se
Hum iske liye ye hamare liye hain
Yehi hain hamara taluluk ghazal se
Hum iske liye ye hamare liye hain
Ye apni kahani zamane mein hasrat
Sabhi ko patta hain sabhi ko khabar hain
Musafir hain hum to chale jaa rahein hain
Bada hi suhaana ghazal ka safar hain
Musafir hain hum to chale jaa rahein hain
Bada hi suhaana ghazal ka safar hain
Patta puchhate ho to itna patta hain
Hamara thikana gulaabi nagar hain
Musafir hain hum to.

Musafir Hain Hum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download