Na Kaho Na Haan Kaho Lyrics - Mohammed Aziz

Na Kaho Na Haan Kaho lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Babul (1986). The music of Na Kaho Na Haan Kaho Romantic track is composed by Ravindra Jain while the lyrics are penned by Ravindra Jain.

Na kaho na ha kaho
Mon hi sare raho
Mon rahne ka abhi
Adhikar hain tumhe
Na kaho na ha kaho
Mon hi sare raho
Mon rahne ka abhi
Adhikar hain tumhe
Mon kahta hain ki
Main savikar hain tumhe
Mon kahta hain ki
Main savikar hain tumhe
Na kaho na ha kaho
Mon hi sare raho

bharatlyrics.com

Mera tabi man bol utha priye
Jispal tumko dekha
Mera tabi man bol utha priye
Jispal tumko dekha
Haridaye gagan pe
Tum satrangi indar
Danush ki rekha
Lo samarpit tumhe
Pyar ka sansar hain tumhe
Mon kahta hain ki
Main savikar hain tumhe
Na kaho na ha kaho
Mon hi sare raho

Phool chaman se bhi baya kare
Jo apni mahak se pagal
Tum ho vo sarita
Jo gahri ho kar bhi hain pagal
Main tum mein visvas jagau
Tum do mujhko asha
Main tum mein visvas jagau
Tum do mujhko asha
Padne vale pad lete hain
In naino ki bhasha
Nain kah te hai
Ki mujhse pyar hain tumhe

Mon kahta hain ki
Main savikar hain tumhe
Na kaho na ha kaho
Mon hi sare raho
Mon rahne ka abhi
Adhikar hain tumhe
Mon kahta hain ki
Main savikar hain tumhe.

Na Kaho Na Haan Kaho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download