Na Kuch Raha Lyrics - Ghulam Abbas

Na Kuch Raha lyrics, the song is sung by Ghulam Abbas from Madham Madham (2005). Na Kuch Raha Ghazal, Love soundtrack was composed by Ghulam Abbas with lyrics written by .

Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Patthar ke but saa deewana hai mera
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai
Patthar ke but saa deewana hai mera

bharatlyrics.com

Badi beqaraari hai dil aur nazar mein
Badi beqaraari hai dil aur nazar mein
Badi beqaraari hai dil aur nazar mein
Sanam aaj kal humse rootha huaa hai
Patthar ke but saa deewana hai mera
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai

Bikhar jaayega koi thokar lagi to
Bikhar jaayega koi thokar lagi to
Bikhar jaayega koi thokar lagi to
Usse kuch na kehna woh tuta huaa hai
Patthar ke but saa deewana hai mera
Na kuch keh raha hai na kuch sun raha hai.

Na Kuch Raha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download