Nadi Ka Kinaara Mendhak Lyrics - Manhar Udhas, Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Nadi Ka Kinaara Mendhak lyrics, the song is sung by Manhar Udhas, Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Shararat (1972). The music of Nadi Ka Kinaara Mendhak Playful track is composed by Ganesh while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Nadi ka kinara
Mendhak kare shor
Jiyara re kaanpe aise
Jaise thaane mein ho chor
Nadi ka kinaara
Mendhak kare shor
Jiyara re kaanpe aise
Jaise thaane mein ho chor

Bade armaanon se
Bade armaanon se rakha hai
Balam baap kasam
O balam baap kasam
Pyaar ki duniya mein ye bhaari kdam
Ho o o bhaari kadam

Aahaa ke o ho ae maa
Hum tum thasse se
Bandhe ek rasse se
Jayio kahaan e hazur
Ye khota apna hi umadega
Ke hum tum thhasse se
Bandhe ik rasse se
Jayiho kahaan
Jayiho kahaan ae hazur

Billo meri billo mujhe mil gayi
Maine tujhe bacha liya
Arrey chup rah mote
Tu kya mujhe bachaayega
Arre bhaag aah

Saajan saajan pukaaroon main naali mein
Saajan saajaan aaha
Ke saajan saajan pukaroon main naali mein

Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Bol billo bol sangam hoga ke nahin
Arrey bol billo bol sangam hoga ke nahin
Nahin nahin khoosat kabhi nahin hmph

Lohe ki deewar na todi
Mujhko diya
Ek shaitaan ki beti ne
Mera dhoti kurta phaad diya
Lohe ki deewaar na todi

Ek bechaara o o pyaar ka maara o o o
Raaho me tere dekh khada hai daal de zara
Husn ki body ishq ki nalli pyaar kaa paaya

Mera dulha aaya
Sang doli na kahaar
Mera dulha aaya
Sang doli na kahaar aayi
Mujhe dekh ke bukhaar aaya aa aa
Mera dulha aaya
Sang doli na kahaar

Parde mein rahne do
Parda na uthaao
Parda jo uthh gaya to
Billo kaat khaayegi
Amma meri tauba
Baba meri tauba
Amma meri tauba,
Haay haay baaba meri tauba

bharatlyrics.com

Yak chatur naar
Yak chatur naar karke singaar
Badi hoshiyaar mere man ke dwaar
Wo ghusat jaat wo ghusat jaat
Ham marat jaat ye ghusat jaat
Wo marat jaat

Main ka karoon raam ponga pandit mil gaya
Haay main ka karoo raam ponga pandit mil gaya
Mujhe pandit mil gaya
Haay haay ponga mil gaya
Main ka karoon raam ponga pandit mil gaya
Yaa hoo yaa hoo

Chaahe koi mujhe pongaa kahe
Chaahe koi mujhe ghonga kahe
Hum khel ke maidaanon mein khade hain
Ham kyun daren
Chaahe koi mujhe pongaa kahe

Aa mere hamjoli aa
Khelen gulli danda aa
Kheto mein khalihaanon me
Basti aur virano mein ho o
Main maaroon tu ise khele
Main maaroon nana
Main maaroon nananana
Main maaroon maaro.

Nadi Ka Kinaara Mendhak Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download