Nahin Main Yeh Nahin Kehta Lyrics - Nina Mehta, Rajendra Mehta

Nahin Main Yeh Nahin Kehta lyrics, the song is sung by Nina Mehta, Rajendra Mehta from Rubaru: Face To Face (1986). The music of Nahin Main Yeh Nahin Kehta Ghazal track is composed by Rajendra Mehta while the lyrics are penned by Wali Sahab.

Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna nahin main
Yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna nahin main
Yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna

Hawa ke rukh ne bahot
Kashtiyan duboi hain
Hawa ke rukh ne bahot
Kashtiyan duboi hain
Hawa ke rukh ka kabhi
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna

Khabar nahi mujhe ye
Zindagi kahan le jaaye
Khabar nahi mujhe ye
Zindagi kahan le jaaye
Kahin theher ke mera
Intazaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna

Main tumse kab na milunga
Ye kehet hain lekin
Main tumse kab na milunga
Ye kehet hain lekin
Udaas hoke mujhe
Beqaraar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna musafiro ka
Magar aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna

bharatlyrics.com

Tamaam umra meri
Raah dekhna lekin
Tamaam umra meri
Raah dekhna lekin
Kabhi chadhe huye dariyan
Ko paar mat karna
Nahin main yeh nahin
Kehta ke pyaar mat karna
Musafiro ka magar
Aitbaar mat karna
Nahin main yeh nahin kehta ke
Pyaar mat karna.

Nahin Main Yeh Nahin Kehta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download