Naihar Ke Geet Main Gaaun Lyrics - Lata Mangeshkar

Naihar Ke Geet Main Gaaun lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Do Dulhe (1955). Naihar Ke Geet Main Gaaun Happy soundtrack was composed by B.S. Kalla with lyrics written by Pandit Indra Chandra.

Naihar ke geet main gaaun
Naihar ke geet main gaaun
Babul ka bhaag sajaau re
Naihar ke geet main gaaun re

Naihar ke geet main gaaun
Babul ka bhaag sajaau re
Naihar ke geet main gaaun re

bharatlyrics.com

Bor bayi main gayi bhag me
O ho main gayi bhag me
Bor bayi main gayi bhag me
O ho main gayi bhag me
Hath liye jaljari
Koyal ku ki ambua
Dhari ho gayi main matwari
O ho ho gayi main matwari
Main jhum koyal ban jau
Main jhum koyal ban jau
Babul ka bhaag sajaau re
Naihar ke geet main gaaun re

Bulbul udhati mainna
Udhati o mainna udhati
Bulbul udhati mainna udhati
Main bhi pankh lagau
Titali ban ke udh udh jau
Hath kisi ke na aau
Ho hath kisi ke na aau
Sabnam ko hasana sikhau
Babul ka bhaag sajaau re
Naihar ke geet main gaaun re
Naihar ke geet main gaaun
Babul ka bhaag sajaau re
Naihar ke geet main gaaun re.

Naihar Ke Geet Main Gaaun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download