Do Nain Haay Haay Tere Do Nain Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Usha Khanna

Do Nain Haay Haay Tere Do Nain lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Usha Khanna from Dada (1966). Do Nain Haay Haay Tere Do Nain Romantic soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Asad Bhopali.

Do nain haay haay tere do nain
Do nain haay haay tere do nain
Rangin chalakte pyale
Kehne ko hain bhole bhale
Hain aag lagane wale
Do nain haay haay tere do nain
Do nain haay haay tere do nain
Masum bade sharmile
Yeh jam jo koyi pi ley
Ji bhar key jahan me ji ley
Do nain haay haay tere do nain
Do nain haay haay tere do nain

Sabse nirale nain hain tere
Jinke hain deewane sabhi
Jane kitne rup hain inke
Zeher hain kabhi amrit hain kabhi
Jab chahe sharabi kar de
Har chiz gulabi kar de
Ik pal me karabi kar de
Do nain haay haay tere do nain

bharatlyrics.com

Uthate jhukate in naino me
Ikrar aur in kar bhi hai
Badali badali in nazaro me
Gussa bhi hai pyar bhi hai
Puchho na fasana in ka
Chuke na nishana in ka
Hai aaj zamana in ka
Do nain haay haay tere do nain
Rangin chalakte pyale
Kehne ko hain bhole bhale
Hain aag lagane wale
Do nain haay haay tere do nain
Do nain haay haay tere do nain.

Do Nain Haay Haay Tere Do Nain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download