Naina Raseele Lyrics - Manik Varma

Naina Raseele lyrics, the song is sung by Manik Varma from Aage Badho (1947). The music of Naina Raseele Mujra track is composed by Sudhir Phadke while the lyrics are penned by Amar Verma.

Naina raseele
Ha naina raseele
Madbhare
Main albeli naar
Haye sath baras
Ke balma
Kaise hoga par
Haye mori daiya
Haye mori daiya
Jiya ghabraye re
Haye mori daiya
Jiya ghabraye re

Karejwa tadap
Tadap rahi gaye
Tadap rahi gaye
Jiya ghabraye
Haye mori daiya
Jiya ghabraye re

Kamariya lachak
Lachak rahi jaaye
Lachak rahi jaaye
Chunariya chamak
Rahi jaaye
Chamak rahi jaaye
Jiya ghabraye re
Haye mori daiy
Haye mori daiya
Jiya ghabraye re

bharatlyrics.com

Jade ki raat mein
Nindiya na aaye
Haye nindiya na aaye
More balam ko khasi sataye
Haye khasi sataye
Kahi ulti ka mara
Kamar dukhi jaaye
Haye kamar dukhi jaaye
Hoye kamar dukhi jaaye
Haye mori daiy
Haye mori daiya
Jiya ghabraye re

Khidki ke samne
Pan ki dukan hai
Pan ki dukan hai
Pan wale chhaila se
Meri pahchan hai
Meri pahchan hai
Ha pahchan hai
Ha pahchan hai
Mangal ki raat
Chali jaungi sath
Chali jaungi sath
Chahe budha ro
Ro ke mar jaaye
Haye ro ro ke mar jaaye
Hoye ro ro ke mar jaaye re
Haye mori daiy
Haye mori daiya
Jiya ghabraye re
Haye mori daiya
Jiya ghabraye.

Naina Raseele Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download